Thursday 1 December 2011

1st DECEMBER 2011


Ghar k sabse samajhdar insaan, APURVA SHAH ne bhaga maara hain aur is Bhage se bachne k liye ek aur jhoot bol diya Uncle ko k Dhansukh Bangdu mar gayye hain, Jabki Uncle k bulave par woh Mumbai aa rahe hain kyuki Uncle ko purani baatein yaad aane lagi hain.Ab Apurva ko Usha aunty se is baat ka pata chal gaya hain, ab jab kal Apurva aur Mr Bangdu ka saamna hoga, tab Apurva Uncle ko kya kahani sunayenge, woh dekhna interesting hoga. Priti was looking good in that frock which she wore yesterday......









 

No comments:

Post a Comment